Saturday, December 25, 2010

क्यों हमे मुस्कुराने की आदत है
या यूँ कहे तुझे सोचने की आदत है
आज कल हर ख्यालो में तू है
तेरी मुस्कान से हर सुरुआत हर अंत है
आँखें खोलू तेरी सूरत है
बंद करू तोह तेरी मूरत है
हर तरफ बस तू ही तू है
और तू कहती
"हम आज है कल नहीं है"

सुच तोह यह है सामने तोह तू आज भी नहीं
पर मेरी बेचैनी क्या आज भी कम है
तू हो सामने या कहीं दूर
मेरे नयनो में बसी तस्वीर तू है
केवल तू है केवल तू है

mera bachpan :)


jab v mera bachpan aankhon mein aata hai
har lamha nikhar mushkurata hai

jab maa ka aanchal thama tha
unki loriyaan unki kahani
nendiya le k aati thi
jab bhare dular se woh mujhe rotiya khilati thi

woh chori chori chini khana..
rakhe sare bartano ko giraana
fir dare sahme kone mein chup jana
maa aaye toh najare churana
ushke gale se lag k rona..
aashu ka do katra nikalna
ush pal maa ki aankhein v bhar aana
galati kar dulaar pana
har lamha nikhar samane aata hai
aaj v jab mera bachpan aankhon mein aata hai

sham hote jharoko se dekhna
papa aaynge yeh soch uchhalna
unke aate ghar k kone mei chipp jana
darwaze pe aa papa ka woh mera naam pukarna
daude daude unke pas jaana
unka mujhe goad mei uthana
din bhar ki badmaashi bade pyar s puchna
fir har galti pe pyar se mujhe sumjhna
yeh sahi aur yeh galat hai
har meri nasumjhi pe unka muskaana
har lamha nikhar samane aata hai
aaj v jab mera bachpan mere aankhon mein aata hai

aaj v jivant hai bachpan mera
dadi ki har kahani mein jina
dard aaye toh rona dar ho toh
seham aachal mein lipatana

dada ji ka 'babu' keh k bulana
aap kaun aap kaun keh k ithalana
roz sham ko mithai lana
ushe ghum ghum k khana

har lamha tha pyara mera
har lamha tha nayara mera

Thursday, December 23, 2010

unki annkein


aapki tasveer si bani en aankhon mei
chehre pe khushi si chha gayi
aapke aane ki khabar kya aayi
sari fiza muskhura gayi
intezaar mein thaki en aankhon mei
khushi ki boondein aa gayi

mere gham pe muskane wale
mere diwaanepan pe na has
hum toh ghulam hai tere muskaan
humre deewanepan ko pagalpan na sumjh
noor baksha hai khuda ne tujhe
ish husn-e-aalam pe gurur na kar
hum toh kayal h tere kajal bhare nigahoon ke
inhe bhinga ke hume ghayal na kar